Pages

Saturday, 22 October 2011

is jivan ko doob ke jee le ..


 is jivan ko 
doob ke jee le
zyada
kuchh na soch
  is  pal  se
kya mil jata
  us  pal mein kya loch

uski dhun mein
yun na ho gum
chhorh  de jana
idhar  udhar
  apne dil mein
usko basakar
milna ussay phir  roz

sudh budh na kho
apni yun,
uski khatir
khud ko na kho
na dhoond usay
bahar naadan
apne bheetar khoj

jitni mehnat utna paya
jo na paya
uspar kya rona
apni kamiyon ko
dekh re pagle
kismat ka kya dosh

 is jivan ko 
doob ke jee le
zyada
kuchh na soch





bl thou dks
Mwc ds th ys
T+;knk
dqN u lksp]
bl iy ls
D;k fey tkrk
ml iy esa
D;k ykspA
(((((((((((((((((((((((((((((((((((((((((((((( 
mldh /kqu esa
;w¡ u gks xqe
NksM+ ns tkuk
b/kj & m/kj]
vius fny esa
mldks clkdj
feyuk mlls
fQj jkst+A
***************************************
lq/k&cq/k u [kks
viuh ;w¡
mldh [kkfrj
[kqn u [kks]
u <wWa<+ mls
ckgj uknka
vius Hkhrj [kkstA
********************************************* 
ftruh esgur
mruk ik;k
tks u ik;k 
mlis D;k jksuk]
viuh dfe;ksa dks
ns[k js ixys
fdLer dk 
D;k nks"kA
******************************************* 
bl thou dks

Mwc ds th ys
T+;knk
dqN u lksp 

2 comments:

  1. Sir Tanha ,.
    App nay Roman Font Sey Likha ,.Thanks ,.
    Appki Poem Bohut Sundar Hai ,
    Chand Lafz Hain aur Zindigi Ka Maqsad Semjh Aa reha hai ,.
    Yoon kehna Teek ho Gaa ,.Phoolon Jaise Lafz Hain Aur Khushbu perhnay Wallay key Dill Ko Mu,atter Ker Rehi Hai ,. Unhi Likhtay rehain ,.Aur Hum Lutf Andoz Hottay Rehain Gay ,.

    ReplyDelete